RM organic shampoo

RM organic shampoo

Rs.1,999.00
Skip to product information
RM organic shampoo

RM organic shampoo

Rs.1,999.00

organic Hair Shampoo

Hamara organic Hair Shampoo qadeem jarri buttiyon ke asraat se tayyar kiya gaya hai, jo baalon ki qudrati khoobsurati aur sehat ke liye behtareen hai. Is mein shamil hain:

🌿 Amla — baalon ki jarron ko mazboot banata hai aur qamaish (greying) ko kam karta hai
🌿 Reetha — qudrati tareeqe se baal saaf karta hai, bina unki chamak khoye
🌿 Shikakai — scalp ko sehatmand rakhta hai aur baalon ko naram, resham jaisa banata hai
🌿 Kalonji — baalon ke jharne ko rokta hai aur nayi growth mein madad karta hai
🌿 Methi — dandruff kam karta hai aur baalon ko andar se poshan deta hai
🌿 Bal Jhar — baalon ki jarron ko taqat deta hai aur unhein ghana banata hai
🌿 Coconut Oil — baalon ko deep moisturize karta hai aur unhein chamakdar banata hai

Faide:
✔ Baalon ka jharna kam kare
✔ Scalp ko sehatmand rakhe
✔ Baalon ko naram aur chamakdar banaye
✔ Qudrati jarri buttiyon se tayyar shuda

Istemal ka tareeqa: Baalon ko gila karein, shampoo lagayen, halke haathon se scalp par massage karein, phir saaf paani se dho lein. Behtareen nataij ke liye conditioner ka istemal karein.

You may also like